हितचिन्‍तक- लोकतंत्र एवं राष्‍ट्रवाद की रक्षा में। आपका हार्दिक अभिनन्‍दन है। राष्ट्रभक्ति का ज्वार न रुकता - आए जिस-जिस में हिम्मत हो

Wednesday, 10 October 2007

मकबूल फिदा हुसैन की विवादास्पद पेन्टिंग

नग्न हनुमान और सीता रावण की जंघा पर बैठे हुए
हुसैन ने इस चित्र में मार्क्स का जैसा चित्र बनाया है वह देखिए। लेकिन गांधीजी को जिस वीभत्सता से चित्रित किया है क्या उस पर किसी टिप्पणी की आवश्यकता है?

चित्रकार मकबूल फिदा हुसैन अपनी गिरफ्तारी के डर से इन दिनों लन्दन में रह रहे हैं। इधर उन्हें सम्मानित करने की होड़ लगी है। पिछले दिनों केरल की वामपंथी सरकार ने उन्हें राजा रवि वर्मा पुरस्कार देने की घोषणा की थी। पर केरल उच्च न्यायालय द्वारा रोक लगाये जाने पर वह पुरस्कार उन्हें मिल नहीं सका। अब दिल्ली स्थित जामिया मिलिया इस्लामिया विश्वविद्यालय ने हुसैन को मानद उपाधि देने की घोषण की है। 30 अक्तूबर को एक समारोह करके यह उपाधि दी जानी है। हुसैन ने विश्वविद्यालय की उपाधि स्वीकारने की सूचना दे दी है मगर वे खुद इस कार्यक्रम में आ पायेंगे या नहीं, इसे लेकर कुछ संशय है। क्योंकि भारत में अदालत में उनके विरुध्द मामले चल रहे हैं। इस स्थिति में विश्वविद्यालय प्रशासन ने उनकी अनुपस्थिति में ही उन्हें सम्मानित करने की घोषणा की है। हुसैन वही चित्रकार हैं जिन्होंने मां दुर्गा, मां सरस्वती, देवी सीता, भारत माता, हनुमान जी के अश्लील चित्र बनाकर सस्ती लोकप्रियता प्राप्त करनी चाही थी। हिन्दू आस्था केन्द्रों पर अपनी दूषित सोच के जरिए अभद्र प्रहार करने वाला यही चित्रकार जब किसी मुस्लिम विभूति अथवा मदर टेरेसा का चित्र बनाता है तो वह गरिमा का ध्यान रखता है। इससे इस 92 वर्षीय चित्रकार की मानसिकता क्या उजागर नहीं हो जाती है? साभार- पांचजन्य

9 comments:

आशुतोष कुमार said...

amoort chitro kee bhasha alag hotee hai. unhe photograph kee tarah padhna galat hai.

pahle chitra men aapne hanuman ,rawan aur sita ko kaise pahchana?ye teen anaawrit rekhakritiyan hain.ye hanuman ,rawan aur sita ke photograph nahin hain!

in aakritiyon ke anawrit hone me sanket yah hai ki we kramshah aakrosh, anyay aur utpeedan ke amoort prateek hain.aap ek kruddh kapi ,ek dashanan kalushta aur ek utpeedit stree ki chhavi dekhte hain.janmaanas me ankit ramkatha kee gahan smritiyon ko halke se sparsh karte huye yah chitr hame utpeedan ke viruddh satwik aakorosh kee charam abhivyakti to hai hee, anyay se ladane kee theth bhartiy parampara ke prati hussain kee shrddhanjali bhee hai.

doosare chitr me vastr deekh padte hai.inse aap einsteen,gandhi ,marx aur ulte swastik ke bahane hitlar ko pahchan sakte hai.gandhi ke mastak kee jagah bhagwan bhuwan bhaskar [sury] dikhayee padte hai. yah akriti aapko veebhats kyon lagee?

in chitron me aadamkhor rawanee hitlari pravrittiyon par chot hai!inme ashleelta kahan hai?

आशुतोष कुमार said...

bhool sudhar

teesre paragraph kee saatwee line me HAME shabd phaltu hai.ise nikaal de.

Unknown said...

संजीवजी, आपके प्रति हार्दिक आभार प्रकट करता हूं। मकबूल फिदा हुसैन के बारे में सुना तो बहुत था लेकिन आज उसकी करतूतों से वाकिफ हुआ। सच में हुसैन साहब ने ऐसी पेंटिंग बनाकर महापुरूषों का अपमान किया है। धिक्‍कार है ऐसी मानसिकता को यहां का दाना-पानी खाकर भारतीय परंपरा का मजाक उडाते है।

Unknown said...

@आशुतोषजी,आपकी कला की समझ निहायत संकीर्ण विचार से प्रेरित है। कभी यह विचार किया है कि हुसैन साहब अन्‍य धर्मों से संबंधित ऐसी पेंटिंग क्‍यों नहीं बनाते है। ऐसा लगता है कि उनका एकमात्र उददेश्‍‍य हिन्‍दू धर्म का ही मजाक उडाना है।

बालकिशन said...

आप ने बिल्कुल सही लिखा है संजीव जी. असल में इस चित्रकार की सिर्फ़ मति ही भ्रष्ट नहीं है बल्कि ये एक दुर्बुधि इंसान है. सौ करोड़ लोगों की भावनाओं के साथ खिलवाड़ करने के बावजूद इस ............... को, ये सडे हुए नेता सम्मान देने पर तुले हुए है, ये इस देश का दुर्भाग्य है.

लेकिन कुछ भी हो हम ब्लॉगर अपना पुरजोर प्रतिरोध जारी रखेंगे, दोनों के खिलाफ गंदा और घटिया चित्रकार और सडे हुए नेता.

babu123 said...

Ashutosh aagar photo ka caption main tumhari maa tumhare dada aur tumhare chacha ka naam ho to kaisa lagega

babu123 said...

fida hussain sachmuch gandi nali ka kira lagta hai.

आशुतोष कुमार said...

sanghi mitro ke saath yahi dikkat hai.unse koi tarksangat baat karne kee koshish karo to we chhootate hi gali-galauj par utar aate hain.baat agar net par n hokar aamne -saamne ho rahi ho to bhashik hinsa se aage badhkar sharirik hinsa par utar aane me bhi unhe der nahi lagti.

mitron, hinsa se koi vichar kabhi sthapit nahi hota, koi bahas nahi jeetee jati.us se kewal vaicharik khokhalepan ki hi pushti hoti hai.

gandhi kee hatya kar dene se gandhi-vichar samapt nahi ho gaya. agar aisa hota to aaj sanghi mitro ko gandgi ke sahaare ki jaroorat nahi padti.

mai phir bhi sanghi mitro se bahas karne ka koi mauka chodnaa nahi chahta , kyonki sangh bhi ek vichar hai. aur vichar ko vichar se hi nirast kiya ja sakta hai.

antahtah koi bhi vichar tark aur tathay ki takat se jeetega, gundayi aur gali-galauj se nahi.

sawal uthaya gaya hai ki hussain ne anya dharmo se sambandhit chitr kyo nahi banaye.is sawal ke kayi uttar ho sakte hain.

sambhav hai anya dharmo me unki kalatmk kalpana ko prerit karne wale tatv unhe n mile hon. itna nishchit hai ki pracheen sabhytaon-bharat,cheen,mishra, yunan-se sambhandit mithak-tanra me kalatmak prerana kee jitnee shakti rahi hai utni sambhavtah kadaran nayee sabhayataon me nahi.hussain bhartiy hain. bhartiy mithak tanra par unka utna hi adhikar jitna har us vykti ko ho sakta hai jo us se pyar karta hai aur use janta hai.

hussain ke in chitro se agar koyi baat sabit hoti hai to kewal yah ki we ek theth bhartiy kalaakaar hain. kyonki in chitro me unhone ne in mithakon ke mahaan marm ko pakdaa hai ,jise in mithakon ke andhpoojak waise hi nahi samajh paye hai jaise ki hussain ke chitro ko.[kripaya meri pahli tippani dekhe.] jaise ram ki janmbhoomi ko lekar danga karne wale kabhi nahi samajh paye ki ram ko janmbhoomim me kaid kar dena sabse pahle unke ramtva ki hi awhelna hai.

bandhuwar anoop

dhyan se dekhiye. chitra ke saath diya gaya caption HUSSAIN KA DIYA HUA NAHI HAI.ISE TO BLOGGER SANJIVJI NE LAGAYA HAI.maine apnee tippani me spast kar diya hai ki yahan diya gaya caption is chitr kee nitant galat samajh par aadharit hai.

bandhuwar anoop

sabke paas apni apni bhasha hoti hai.kalaakaar ke paas kala ki bhasha hoti hai.aalochak ke paas aalochanaa ki bhasha hoti hai. kuchh mitro ko kewal gali kee bhasha aati hai.isme mai kya kar saktaa hoon?lekin itna jaan len ki jo apne shatru ki ma ka samman nahi kar sakta,wo apni ma ka samman bhi nahi karta.

संजय शर्मा said...

आशुतोष बेकार का बहस न करो ,जिस तर्क से समझाने चले हो उसी मे उलझ गए कला के समझदार jo apne shatru ki ma ka samman nahi kar sakta,wo apni ma ka samman bhi nahi karta.
जो कलाकार माँ सीता,सरस्वती, दुर्गा को नग्न कर दे उसको कितना समय चाहिए होगा अपनी माँ को नग्न करने मे . जो गाली को कला तर्क को गाली समझे उसे भी समानित किया जाना
चाहिए.